Thursday, 31 August 2017

KASHMIRI girls protest against Indian

KASHMIR:


 Chalo Kashmir Chaltay Hain
Jahan Par Phool Khiltay Hen

Jahan Par Barf Parti Hai
Jahan Chashmay Nikaltay Hn

Chalo Kashmir Chaltay Hain
Jahan Parion Kibasti Main
Bhiyanak Tank Chaltay Hain

Jahan Sarsabz Khaiton Main
Khoon Ki Nadian Behti Hen

Chalo Kasmir Chaltay Hain
Jahan Dehshat Ka Saya Hai

Jahan Har Ja Janaza Hai
Behno Ki Izat Besbab Pamal Hoti Hai

Jahan Mazloom Rehtay Hain
Chalo Kasmir Chaltay Hain

Kbi Jo Janat Dikhta Tha.
Jo Ab Shamshan Lagta Hai

Chalo Dushman Ki Choki Par
Muneeb Hum Sair Kartay Hain
Chalo Kashmir Chaltay Hain

No comments:

Post a Comment

KASHMIRI girls protest against Indian

KASHMIR:   Chalo Kashmir Chaltay Hain Jahan Par Phool Khiltay Hen Jahan Par Barf Parti Hai Jahan Chashmay Nikaltay Hn Chal...